How to Index your post manually in Google search console | Post ko Manually Index kaise kare? | Post Index

Post ko Manually Index kaise kare? 

Hello friends apka bahut bahut swagat hai techno tips blog par ham apko yaha par batayenge ki kaise aap apne post google search me index kaise kare? Aaj main apko post ko google me index karne ka ekdam professional tareeka bataoonga jisse aap apne post ko manually google me index kar sakte hai. 

Lekin is trick me ye compulsory hai ki apka sitemap add ho google search console me. Agar aap google search console me sitemap add karna nahi jante hai to aap hamare is article ko padh sakte hai 'How to add sitemap on Google search console'. Is article ko padh kar aap apne website ka sitemap google search me add kar sakte hai.


post ko manually index kaise kare


How to Index your post manually in Google search console

Aap aap sitemap ke upar independent rahte hai ki sitemap ke dwara google ke bot apke website ko scan kare aur aapke post ko index kare to is process me bahut der lag jati hai. 

Aaj main jo apko tareeka batane wala hoon isse apki post google me within 24 hours me hi google me index ho jayegi. aur aaj ham jo trick janenge use ham apko bahut hi easy tareeke se step by step batayenge ki post ko manually index kaise kare?


Post ko Manually Index kaise kare? Step by Step

Sabse pahle apko apne Google search console ke dashboard ko open kar le. usake bad apko ye interface milega. jisme apko left side me 'URL Inspection' ka option milega. apko uspar click kar dena hai.

url inspection 1


'Url Inspection' par click karne ke bad apko kuchh is prakar ka interface dekhne ko milega. isme apko upar ki side me ek search bar milega jisme likha hoga 'Inspect your URL' apko us section apna url paste kar dena hai.

url inspection 2


URL paste karne ke bad apko search kar dena hai uske google apke dwara paste kiye gaye url ka data retrieve karega. 

url inspection 3


Data retrieve karne ke bad apko kuchh aisa interface milega.

url inspection 4


Isme apko 'Test Live URL' par click karne ke bad apko apna dashboard kuchh is tarah dekhne ko milega. 

url inspection 5

Isme apko 'Request Indexing?' par click kar dena hai.

'Request Indexing' par click karne ke bad apka URL ka Indexing Request ho jayega. usake bad 24 Hours me apka post google me index ho jayega. 

I hope apko ye article pasand aaya hoga 'How to Index your post manually in Google search console | Post ko Manually Index kaise kare? | Post Index' aur aap logo ke liye labhdayak hoga .

Thanks!


Also Read:-  Best platform for creating website

Also Read:-  How to make quality backlink

Post a Comment

0 Comments

Contact Form